Gulaabo ko dekho
Woh, jinko koi nahi dekhta
Dhyaan se dekho,
Khusboo dikhai deti hain?
Gulaabo ko dekho
Qareeb se, pyaar se dekho
Unko magar chhuna mat
Kya pata, dil barasne lage,
Aur kaantein itni bheeg jaye
Ke patte kabhi hare ho hi na paye
Jaise, khamoshi se sirf lal, lal ho jaye.
Samjho, kanton jo asoon bahay
Gulzar bhi wahi samah jaye.
Woh, jinko koi nahi dekhta
Dhyaan se dekho,
Khusboo dikhai deti hain?
Gulaabo ko dekho
Qareeb se, pyaar se dekho
Unko magar chhuna mat
Kya pata, dil barasne lage,
Aur kaantein itni bheeg jaye
Ke patte kabhi hare ho hi na paye
Jaise, khamoshi se sirf lal, lal ho jaye.
Samjho, kanton jo asoon bahay
Gulzar bhi wahi samah jaye.
No comments:
Post a Comment